computer tricks and tips, technical news, hacking news, and other jankari hindi me jani hai.

=

Android Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye

Android Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye.



Hello dosto shyad appko pata hi hoga ki Android Phone Se Computer Me Internet Kaise Chalta hai.agr nhi pta hai too is post me mai appko btayo ga android mobile se computer me net kaise chlta hai. Chlane ke liye muje step to step follwo karo


Android Mobile se Computer me net kaise chalaye.

1. Sabse pahle apne Android Phone ko USB ke dwara Computer ya Laptop se Connect kare.

2. Ab Apne Mobile Ka Data On Kare.

3. Ab Setting me jaye. Aur Wireless & Hotspot par click kare.


4. AUSB Tethering Pe Click karde. Jaise Pictures Me Dikhya Giya hai.


5. Ab Thora Wait kare jab Appke Pc Me Jase Picture Me Dakhya Giye hai. Wasa Sign aa Jayega Tab App Apne Pc Me Internet Chla Sakte hai

Computer, Android Phone, Internet, Kaise, Connoct, Desktop, USB, Data, Chalaye

Ab appke computer me internet connect hogiya hai. app khol kar dakh skte hai.
Previous
Next Post »